Turning the wheel…

…..when the blue water plays with the shore to tell something…..

महफ़िल-ए-मुशायरा!

Posted by Rewa Smriti on May 17, 2009

I have been requested from some of my dearest nearest friends to start some shero – shayari on blog. Keeping their words in mind, I am putting this post here, and all are invited to post your shers and shayaries from dil se as well as thoda dimag se. 😉

Shayri is a unique poetic language to express yourself. And jo sabse jyada or sabse achhe shayaries yahan shabdon ka safar mein dalenge, unhe ham surprise gift denge. Now, feel free to share your shayaries or poems here and let’s have fun and bring out the emotions in this महफ़िल-ए-मुशायरा…!

Notes : Rules ye hai ki her ek ko apne se pahle wale sher ka jawab dena hai!

Here I am starting and here it goes…अर्ज़ है –

जज्बातों की महफ़िल है
रखना कदम संभाल के,
शब्द भी सफ़र पर हैं
देखना, बिखर ना जाए
कहीं आँसू मोती बनके…

Let’s keep the ball rolling…where should we go next? 🙂

167 Responses to “महफ़िल-ए-मुशायरा!”

  1. बरबाद कर दिया हमें परदेस ने मगर,
    माँ सबसे कह रही है कि बेटा मज़े में है।

  2. @Shashwat Shekhar,

    वाह वाह, बहुत खूब! अब माँ कहेगी…परदेस जाकर माँ का लाडला बिगर गया! 😉

    rgds.

  3. Rishibala said

    Aap pe kurbaan hmari Yaari hai, hanske mar jaane ki Tayyari hai,
    Yeh silsila na khatam ho humaari Dosti ka, humne to yaad kar liya ab aapki Baari hai.

  4. Rishibala said

    Wo yaron ki mehfil wo muskrate pal,
    Dilse juda hai apna bita hua kal
    Kabhi guzarti thi zindgi waqt bitane me,
    Ab waqt guzar jata hai chand kagaz k note kamane me.

  5. Nidhi said

    @Rishibala, very nice. 🙂
    bahut dino ke bad moka mila hai.

    Teri mohabbath ko duniya mein koi samajh na paaya,
    rothi thi tu jab koi tere saath na aaya,
    mita diya khud ko tooney unki mohabbath mein,
    aur woh kehtey hain ki tujhey ishq karna na aaya…

    • Nitin said

      Ishq ki shuruat nigahon se hoti h,saza ki shuruat gunahon se hoti h,kehte h ishq bi ek gunah h jiski shuruat do begunahon se hoti h.

  6. Nidhi said

    Pathar ki hai Duniya, jazbat nahi samajti,
    Dil me kya hai Wo baat nahi samajti…. 🙂

  7. Rishibala said

    @ nidhi di
    wah wah

    Ishq ke sahare jiya nahi karte,
    Gum ke pyalo ko piya nahi karte,
    Kuchh Nawab dost hain hamare,
    jinko Pareshan na karo to wo yaad hi kiya nahi karte…

  8. Rishibala said

    Dosti ki mahek ishq se kam nahi hoti,
    Ishq pe hi zindgi khatm nahi hoti,
    Agar sath ho zindgi men achche dosto ka,
    Zindagi kisi jannat se kam nahi hoti.

  9. Nidhi said

    @Rishibala, lovely thnku.

    Apne gamo ki yu numaish na kar,
    Apne nasib ki yu aazmaish na kar,
    Jo tera hai tere dar pe khud ayega,
    Roz roz use pane ki khwaish na kar!!

  10. Rishibala said

    Raaz dil ka dil mein chupate hai woh,
    Samne aate hi nazar jhukate hai woh,
    Baat karte nahi, ya hoti nahi,
    Par shukar hai jab bhi milte hai muskurate hai woh.

  11. Nidhi said

    Mann me apke har baat rahegi,
    Basti chhoti hai magar aabaad rahegi,
    Chahe hum bhulade zamane ko,
    Magar aapki ye pyari si dosti hamesha yaad rahegi.

  12. rishibala said

    Judai apki rulati rahegi,
    yaad apki aati rahegi,
    pal pal jaan jati rahegi,
    jab tak jism mein hai jaan har saans ye rishta nibhati rahegi.

  13. vipul said

    haad se jada chaha tha jisko
    khud se jada mana tha jisko
    usi ne mere dil ko tod diya
    hans ke kaha ja maine tera saath chor diya

  14. Nidhi said

    Dosti karo to dhokha mat dena
    dosti ko ansuon ka tohfa mat dena
    dil se roye koi tumhen yad karke
    aesa kisi ko mouka mat dena..

  15. Nidhi said

    Nakaam si koshish kiya karte hen
    Hum hen ki unse pyar kiya karte hen
    Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha
    our hum hain ki chand ki aarzu kiya karte hen.

  16. vipul said

    jinhe hum chand sa pyaara samjhe
    kari dhoop mein jinako sahara samjhe
    unhone dhandi hawa se hume jhooma diya
    par sitam aisa mila mujhe meri mohabbat ka
    ki unhone hume dag samajh kar hata diya

  17. ***ajay*** said

    dard~E~jamana

    log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain,
    itna darte hain to phir ghar se nikalte kyun hain.
    main na jugnu hun diya hun na koi tara hun,
    roshni wale mere nam se jalte kyun hain.
    nind se mera talluq hi nahin barson se,
    khwab aake meri chat pe tahalte kyun hain.
    mod hota hai jawani ka sambhalne ke liye,
    aur sab log yahin ake phisalte kyun hain.
    ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

  18. rishibala said

    Bade ajeeb hain ye zindagi ke raaste,
    anjane mod par kuchh log dost ban jate hain,
    milne ki khushi de ya na de,
    bichhadne ka gam zarur de jate hain.

  19. ***ajay*** said

    Zyada Na Thi Hasrate Dil Ki,
    Chaha Tha Bus Thodi Si Khushi Milti,
    Wo Chand Khushiya Bhi Hame Alvida Kah Gaye,
    Yu Lagata Hai Zamane Ki Nazar Lag Gaye,

    Zindgi Me Har Kadam Par Dhokha Khaya,
    Jo Chaha Tha Wo Khabhi Na Paya,
    Hamari Kismat Bhi Hame Daga De Gaye,
    Zindgi Ki Sari Khushiya Chura Le Gaye,
    Aab To Dil Ek Khwahish Se Bhi Darta Hai,

    Har Ghadi ,Har Pal ,Har Saans Ke Saath Marta Hai…

    ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

  20. Shashwat said

    उम्र एक तल्ख़ हक़ीकत है मुनव्वर फिर भी
    जितना तुम बदले हो उतना नहीं बदला जाता ।

    सबके कहने से इरादा नहीं बदला जाता,
    हर सहेली से दुपट्टा नहीं बदला जाता ।।

    • maahi said

      rishto k rukh ko badl diya us ne jiwn k saar ko badl diya usne ab baaki bhi kya reh gya rishte me jab wqt k sath badlaw lana achha hai rishto kohi badl daala usne

  21. Nidhi said

    KAUN KISKO DIL MAIN JAGAH DETA HAI..
    PED BHI SHUKHEY PATTEY GIRA DETA HAI…
    WAKIF HAI HUM DUNIYA K RIWAZO SE,
    DIL BHAR JAYE TOH HAR KOI BHULA DETA HAI….

  22. vipul said

    unhone ne hame bhula diya
    gair samajh kar hamari yaadon ko mita diya
    hum to bas unki yadon sanjote reh gaye
    aur unhone hamri yadon ka ret samajh kar baha diya

  23. Nidhi said

    Kabhi kabhi insaan is hal men v hota hai
    Koi vajah v nahi hoti wo fir v rota hai
    hotho pe lie muskan wo,khushian hai banata
    pr tanhai mei wo apni ankho ko vigota hai.

  24. ***ajay*** said

    Kuch is tarah teri palkein meri palkon se mila de
    Aansoo tere saare meri palkon pe sajaa de
    Kuch is tarah teri palkein meri palkon se mila de
    Aansoo tere saare meri palkon pe sajaa de
    Tu har ghadi har waqt mere saath raha hai
    Haan yeh jism kabhi door kabhi paas raha hai
    Jo bhi gham hain yeh tere unhein tu mera pataa de
    Kuch is tarah teri palkein meri palkon se mila de
    Aansoo tere saare meri palkon pe sajaa de
    Mujhko toh tere chehre pe yeh ghum nahin janchta
    Jaayiz nahin lagta mujhe ghum se tera rishta
    Sun meri ghuzarish ise chehre se hataa se
    Sun meri ghuzarish ise chehre se hataa se
    Kuch is tarah teri palkein meri palkon se mila de
    Aansoo tere saare meri palkon pe sajaa de

    ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

  25. rishibala said

    Mombati ke andar ka dhaga bola, Main jalta hoon to tu kyon pighalti hai?
    Mombati boli, Jisko dil mein jagah di woh bichade to aansoo to niklenge hi.

  26. rishibala said

    Bhool Se Agar Koi Bhool Hui,
    To Bhool Samajke Use Bhool Jana,
    Arey Bhoolna Sirf Bhool Ko,
    Bhoolkar Bhi Hume Na Bhool Jana

  27. ***ajay*** said

    Koi deewana kehta hai, koi pagal samajhta hai
    Magar dharti ki bechaini ko bas badal samajhta hai
    Main tujhse door kaisa hoon, tu mujhse door kaisi hai
    Ye tera dil samajhta hai ya mera dil samajhta hai…..

    Mohbbat ek ehsaason ki pawan si kahani hai
    Kabhi Kabira deewana tha, kabhi meera deewani hai
    Yahan sab log kehte hain meri aankhon main aasoon hain
    Jo tu samjhe to moti hain, jo na samjhe to paani hain

    Bahut bikhra bahut toota thapede seh nahin paaya
    Hawaaon ke isharon par magar main beh nahin paaya
    Adhoora ansuna hi reh gaya yun pyar ka kissa
    Kabhi tum sun nahin paaye, kabhi main keh nahin paaya

    Bhramar koi kumudni par machal baitha to hungama
    Hamare dil main koi khwaab pal baitha to hungama
    Abhi tak doob ke sunte sab kissa mohhabat ka
    Main kisse ko haqeekat main badal baitha to hungama

    ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

  28. Veerendra said

    ise padho…latest hai.

    MUJHE TO APNO NE LUTA
    GAIRO MAIN KAHA DUM THA
    MERI HADDI WAHI TUTI
    JAHA HOSPITAL BAND THA
    MUJHE JIS AMBULANCE MAIN DALA
    USKA PATROL KHATM THA
    MUJHE RIKHSHE MAIN ISLIYE BITHAYA
    KYOKI USKA KIRAYA KAM THA
    MUJHE DOCTORO NE UTHAYA
    NARSO MAIN KAHA DAM THA
    MUJHE JIS BED PE LITAYA
    USKE NICHE BOMB THA
    MUJHE TO BOMB SE UDAYA
    GOLI MAIN KAHA DUM THA
    AUR MUJHE SADAK MAIN DAFNAYA
    KYOKI KABRISTAN MAIN FUNCTION THA

  29. Nidhi said

    Itni asaani se kaise vul jata hai koi,
    Rah-rah kar kyon yad aata hai koi.
    Umar var yad karte rahenge aapko,
    Dekhte hai kubtak hume bhulata hai koi.

  30. Nidhi said

    Mann me apke har bat rahegi,
    Basti choti hai magar aabaad rahegi,
    Chahe hum bhulade zamane ko,
    Magar aapki ye pyari si dosti hamesha yaad rahegi…

  31. Nidhi said

    Is kadar hum yar ko manane nikle,
    Uski chahat ke hum deewane nikle,
    Jab bhi use dil ka haal batana chaha,
    To uske hothon se waqt na hone ke bahane nikle….

  32. NIce collection on this site.
    Aaj To Hum Maut Ki Dua Kar Ke Roye Hain
    Dobara Aaj Khuda Se Gila Kar Ke Roye Hain
    Kyon Na Likh Saka Tu Us Ko Taqdeer Mein Meri
    Yeh Aik Khayal Soch Kar Phir Hum Roye Hain.

  33. rishibala said

    Nakaam si koshish kiya karte hain,
    Hum hain ki unse pyar kiya karte hain,
    Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha,
    Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain

  34. rishibala said

    Daag ansuon se dhoye hain,
    Jab bhi tanha huye hain roye hain,
    Dil mein kyon na uge yaad teri,
    Dil mein tere hi khawab boye hain.

  35. @Rishibala,

    This is for you dear!

    होके मायुश तुम यूँ न शाम से ढलते रहो
    ज़िन्दगी भोर है सूरज के तरह निकलते रहो,
    एक पैर पर खड़े रहोगे तो फिसल जाओगे
    धीरे धीरे ही सही, किन्तु सही राह पर चलते रहो!

    with love.

  36. rohit said

    Hello Rewa
    What a great Shyar here yaar…thanx tumne logo ke dil ke shyar ko jaag dia….mast hai.

    @Rishi bala and Nidhi…..

    Aaap Log to jabardast shyari kar rahe ho….wah raat ko nned tooti or padta hi chala gayaa…..Aap logo ki shyari me dhum hai…jabardast …

    sory yaar muze shyari ban nahi rahi so likh nahi paya rigt now…raat ke 4 baj rahe hai.lol

  37. Abhishek said

    har haal me har daur me, hame muskurana aa gaya
    har gum har ek aansu hame, apana banana aa gaya
    gum hai v to rukana nahi,jeena hai to jhukana nahi
    ye jinadagi koi khusi, ab na v de to na sahi….

  38. Nidhi said

    @rohit,
    ye shayari likhna unka kaam nahi
    jinke dil ankhon me basa karte hen
    shayari to vo shaqs likhte hen
    jo sharab se nahi,kalam se nasha karte hen. 🙂

  39. mehek said

    waah rews maza aagaya sab ki shayari padhke

    kalam se bas lafz bikhar jate hai kaagaz par
    nashe mein dub jaane ke liye,hamari qatil nigahen kaafi hai.

  40. rishibala said

    @ Rewa Smriti
    thank u so much 4 writing something 4 me
    it’s very nice

    this 1’s 4 u

    Daulat Aur Sohrat sabke Pas Hai,
    Khushiya Aur Ghum Sabke Naseeb Mein Hai,
    Pyar Aur Nafrat Sabke Dil Mein Hai,
    Par Khush-naseeb Hai Hum kyonki aap Jaise Dost Hamare Pas hai

    love uuuuuuu
    🙂

  41. Nidhi said

    Mehek dosti ki, kisi ishq se kam nahin hoti
    yeh duniyan ishq pe khatam nahin hoti,
    agar saath ho zindagi mein sacche doston ka
    toh yeh zindagi kisi jannat se kam nahin hoti.

  42. rishibala said

    @ nidhi di

    Saton Aasmaon ki sair ham kar aaye,
    Har ek tare se Dosti kar aaye,
    Ek Tara khas tha jise hum apne saath le aaye,
    Varna aap hi Sochiye ki aap is zameen par kyoon aaye?

  43. Nidhi said

    @Rishibala,luvly nd jabrdast. 🙂

    Wada Karte Hain Dosti Nibhayenge
    Koshish Yahi Rahegi Tujhe Na Satyaenge
    Zarurat Pade Toh Dil Se Pukarana
    Mar Bhi Rahe Honge To Mohlat Lekar Aayenge.

  44. rishibala said

    @ nidhi di
    thank u so much 4 ur appreciation

    Aapki dosti ki ek nazar chahiye; Dil hai beghar use ek Ghar chahiye
    Bas yun hi saath chalte raho ae dost; Yeh Dosti hume umar bhar chahiye

    🙂

  45. Nidhi said

    @Rishibala,
    Nigaho men aur koi dosti ke kabil na raha
    Is kinare ka aur koi sahil na raha,
    Chand jaisa dost mila humein zamin par
    Aasma ka chand bhi aab deidar k kabil nahi raha. 🙂 🙂

  46. rishibala said

    @ nidhi di

    Jab dosti ki dastan waqt sunayega,
    Aapko bhi koi shaks yaad ayega,
    Tab bhool jayenge zindgi ke gam ko,
    Jab apke sath guzara samay yaad ayega.

  47. Lokendra said

    तनहाइयों पे यादों का सिलसिला रह जायेगा
    लौट जायेगा परिंदा घोसला रह जायेगा
    तुम भले बंद कर देना मेरी यादों का घर
    कोई रोशनदान फिर भी खुला रह जायेगा…

  48. Nidhi said

    Hum raat ki tanhai me unhe yad kiya karte hen
    aur sitaro se unka zikar kiya karte hen
    vo aaye ya na aaye khawabon men
    fir v hum unka intezar kiya karte hen….

  49. ***ajay*** said

    चेहरे बदलने का हुनर मुझमैं नहीं ,
    दर्द दिल में हो तो हसँने का हुनर मुझमें नहीं,
    मैं तो आईना हुँ तुझसे तुझ जैसी ही मैं बात करू,
    टूट कर सँवरने का हुनर मुझमैं नहीं ।
    चलते चलते थम जाने का हुनर मुझमैं नहीं,
    एक बार मिल के छोड जाने का हुनर मुझमैं नहीं ,
    मैं तो दरिया हुँ , बेहता ही रहा ,
    तुफान से डर जाने का हुनर मुझमैं नहीं

  50. Abhiraj Anand said

    na tum shayar the na ham shayar rahe
    yun hi jajbat me ham mile aur Saath ho gaya
    nadi ke kinare kabhi saagar ki bahon mein
    bas yun hi milte rahe aur muhabbat Jawan ho gaya

  51. Shashwat said

    सियासत से अदब की दोस्ती बेमेल लगती है
    कभी देखा है पत्थर पे भी कोई बेल लगती है

    ये सच है हम भी कल तक ज़िन्दगी पे नाज़ करते थे
    मगर अब ज़िन्दगी पटरी से उतरी रेल लगती है

    ग़लत बाज़ार की जानिब चले आए हैं हम शायद
    चलो संसद में चलते हैं वहाँ भी सेल लगती

    कोई भी अन्दरूनी गन्दगी बाहर नहीं होती
    हमें तो इस हुक़ूमत की भी किडनी फ़ेल लगती है.

  52. Shashwat said

    मेरी ख़्वाहिश कि मैं फिर से फ़रिश्ता हो जाऊँ
    माँ से इस तरह लिपट जाऊँ कि बच्चा हो जाऊँ

    कम-से-बच्चों के होंठों की हँसी की ख़ातिर
    ऐसी मिट्टी में मिलाना कि खिलौना हो जाऊँ

    सोचता हूँ तो छलक उठती हैं मेरी आँखें
    तेरे बारे में न सोचूँ तो अकेला हो जाऊँ

    चारागर तेरी महारत पे यक़ीं है लेकिन
    क्या ज़रूरी है कि हर बार मैं अच्छा हो जाऊँ

    बेसबब इश्क़ में मरना मुझे मंज़ूर नहीं
    शमा तो चाह रही है कि पतंगा हो जाऊँ

    शायरी कुछ भी हो रुस्वा नहीं होने देती
    मैं सियासत में चला जाऊँ तो नंगा हो जाऊँ.

  53. बातों से सिर्फ़ बातों से ऐसा किया गया
    लोगों के सामने उसे नंगा किया गया
    वो भीख माँगता ही नही था – इसलिए,
    उस फूल जैसे बच्चे को अँधा किया गया!

  54. अब तो ऐसा भी कोई शहर बसाया जाये
    एक मासूम भी जिसमें ना सताया जाये,
    हम अगर उड़ नही सकते तो कमी है अपनी
    क्यों परिंदों के लिए जाल बिछाया जाये!

  55. Shashwat said

    फ़रिश्ते आके उनके जिस्म पर ख़ुश्बू लगाते हैं
    वो बच्चे रेल के डिब्बों में जो झाड़ू लगाते हैं

  56. Shashwat said

    जब भी कश्ती मेरी सैलाब में आ जाती है
    माँ दुआ करती हुई ख़्वाब में आ जाती है

    एक कमरे में बसर करता है सारा कुनबा
    सारी दुनिया दिल-ए-बेताब में आ जाती है

    दुख किसी का हो छलक उठती हैं मेरी आँखें
    सारी मिट्टी मेरे तालाब में आ जाती है.

  57. कश्ती तूफ़ान से निकल सकती है
    शमा बुझ के भी जल सकती है,
    मायूस ना हो, इरादे मत बदल
    अए दोस्त, तकदीर कभी भी बदल सकती है!

  58. nidhi said

    खुदी को कर बुलंद इतना कि हर तकदीर से पहले,
    खुदा बंदे से खुद पूछे, बता तेरी रजा क्या है।

  59. अपना ग़म लेके कहीं और न जाया जाये
    घर में बिखरी हुई चीज़ों को सजाया जाये

    घर से मस्जिद है बहुत दूर चलो यूँ कर लें
    किसी रोते हुए बच्चे को हँसाया जाये

  60. धूप में निकलो घटाओं में नहा कर देखो
    ज़िन्दगी क्या है किताबों को हटा कर देखो

    वो सितारा है चमकने दो यूँ ही आँखों में
    क्या ज़रूरी है उसे जिस्म बनाकर देखो

    पत्थरों में भी ज़ुबाँ होती है दिल होते हैं
    अपने घर की दर-ओ-दीवार सजा कर देखो

    फ़ासला नज़रों का धोखा भी तो हो सकता है
    वो मिले या न मिले हाथ बढा़ कर देखो

  61. Shashwat said

    वो मुझे भूल गयी इसकी शिकायत क्या है,
    रंज तो ये हैं की रो रो के भुलाया होगा|

  62. Shashwat said

    दुनिया न जीत पाओ तो हारो न ख़ुद को तुम,
    थोड़ी बहुत तो ज़हन में नाराज़गी रहे|

  63. Abhiraj Anand said

    wo godhuli bela aur aasman ka nazara
    mitti ki bhini khushbu aur gauraiyon ka chahchana
    wo aaknkho ki parton me simti yaden
    hothon me jhalakti wah halki mushkurahat
    baar-baar Jeevan mein udalti jeene ki chahat

  64. Dear Rishi,

    Happy b’day to you, and sorry for late. Ye aapke liye miss scenorita 🙂

    शूल सब मेरे लिए है, फूल फल तेरे लिए
    और दुनिया को थी, पर ये ग़ज़ल तेरे लिए
    ज़िंदगी की गुनगुनाती झील में खिलते लिए
    कुछ कमल तेरे लिए और कुछ कमल मेरे लिए!

    love you dear!

  65. rohit said

    @Nidhi

    Sahi kaha hai ki nasha ho to hi shyari hoti hai
    ek baar jo nasha hota hai to bahkne lagte hai
    jab kalam bahkne lagti hai to alfaz utrne lagta hai
    kagaj dil ka darpan ban jata hai
    har sabdha me bhaovo ka aksha jaklne lagta hai
    dil ka haal kia bayan kare hum
    apne aap aakho me jhalak jata karta hai
    dil saaf hai akhne biyaan karti hai
    agar ab bhi na samz sako to kia kahu
    ki har bhaov ko shabd bhi nahi milte
    har sahil ko jasi kinara nahi milta
    har jaam pe saaki ka saath nahi milta
    ankoh se gira har aasou moti nahi banta
    har badal se pani nahi barsata
    jayse har hawa ka johoka purwai nahi hota
    har nasha usi tahra sharaab ka nahi hota
    nasha per kuch aisha hota hai
    ki har me bahkna padta hai
    har nasha alag alga hota hai
    per jhomnna har me padata hai

    i hope all will like it…..lol
    rohit

  66. rishibala said

    @ rewa smriti

    thank u so much

    i luv u toooooooooooooooooooooo
    🙂

  67. rishibala said

    @! rewa smriti

    Ek ada aapke dil churane ki, ek ada aapke dil me bus jane ki,
    Chehra apka chand sa aur ek zid hamari chand pane ki.

  68. rishibala said

    Zikar hua jab Khuda ki rehmaton ka,
    Hamne khud ko khushnaseeb paya,
    Tamanna thi ek pyare se dost ki,
    Khuda khud dost bankar chala aaya.

  69. vishal said

    Har daag daag nahi hota,
    har yaar wafadar nahi hota,
    yeh to dil milne ki baat hai,
    varna saat pheron mein bhi “pyar” nahi hota.

  70. ***ajay*** said

    एक पहुंचे हुए सन्यासी का एक शिष्य था, उसके गुरु एक दिन वे उसे पास के शहर में भिक्षा मांगने ले गये जब वे थक गये तो लौटते में एक बरगद की छांह बैठे, उसके सामने एक युवा दूधवाली दूध बेच रही थी, जो आता उसे बर्तन में नाप कर देती और गिनकर पैसे रखवाती। वे दोनों ध्यान से उसे देख रहे थे। तभी एक आकर्षक युवक आया और दूधवाली के सामने बर्तन फैला दिया, दूधवाली मुस्कुराई और बिना मापे बहुत सारा दूध उस युवक के बर्तन में डाल दिया, पैसे भी नहीं लिये। गुरु मुस्कुरा दिये, शिष्य हतप्रभ!
    उन दोनों के जाने के बाद, वे दोनों भी उठे और अपनी राह चल पडे। चलते चलते शिष्य ने दूधवाली के व्यवहार पर अपनी जिज्ञासा प्रकट की तो गुरु ने उत्तर दिया,

    ” प्रेम वत्स, प्रेम! यह प्रेम है, और प्रेम में हिसाब कैसा? उसी प्रकार भक्ति भी प्रेम है, जिससे आप अनन्य प्रेम करते हो, उसके स्मरण में या उसकी पूजा में हिसाब किताब कैसा?” और गुरु वैसे ही मुस्कुराये व्यंग्य से।
    ” समझ गया गुरुवर। मैं समझ गया प्रेम और भक्ति के इस दर्शन को।

  71. Lucky is back said

    apni ek gazal ka makta pesh kar raha hu 😉

    Surkh aankho mein hai jeene ka hisab
    ab to bas jane ki tyari hai ….

    Waqt theherega to poochenge ‘Shadab’
    tum par kya guzri ,kya guzari hai ….

  72. rishibala said

    for rewa bhabhi

    Chale gaye ho dur kuch pal ke liye, Dur rehkar bhi karib ho har pal ke liye, Kaise yaad na aaye aapki ek pal ke liye, Jab dil me ho aap har pal ke liye.

  73. jay said

    kisse to bahot hote hai sunanne ke lie,
    log milte hai bahot apna banane ke lie,
    chhaa jata hai koi jab dil par umr bhar ke lie,
    to kyo chhod jata hai koi aakhiri saans tak tadpane
    ke lie,

  74. nidhi said

    wo muskura ke har dard ko taal deta hai
    kisi kisi ko khuda ye kamaal deta hai,

    nazar utha ke wo jisko dekh le aik baar
    yakin karo usse mushkil mai daal deta hai…..

  75. rishibala said

    मौसम को देखो कितना हसीन है!
    ठंडी हवाये और भीगी ज़मीन है!
    याद आ रही है आपकी कुछ बाते!
    आप भी याद कर रहे होंगे इतना यकीन है!

  76. jay said

    pyar ka manzar humne dekha,
    saahil aur samunder hamne dekha,
    dekhne ko ab baaki kya rha,
    jab kisi apne ko kisi aur ki baahon me
    simte hue humne dekha…

  77. jay said

    likha tha maine fasana pyar ka,
    suna bhi maine tarana yaar ka,
    jab sunaya maine kissa MOHOBBAT ka,
    tab samajh me aya vo tha bahana yaar ka.

  78. nidhi said

    Zindagi mei aise mauke aate hen,
    kuch lamhe hasate hen kuch rulate hen.
    Kisi bahane hamen yaad karte rehna,
    warna ajkal log naam tak bhool jate hen.

  79. jay said

    zindgi mai mile the mauke jine ke,
    par dur chale gae vo humse,
    hasne ki aarzoo thi taumr hamari,
    par vaasta kara gae vo hamara gum se..

  80. jay said

    yaad karne ke lie kisi ke baare me jaananaa zaruri hai,
    kisi ko apna banane ke lie apna maananaa zaruri hai,
    apke baare me sochkar zarur yaad karenge apko par,
    apko yaad karne ke lie apko pahachaananaa zaruri hai

  81. nidhi said

    dosto ki kami ko pahchante hen hum
    duniya ke gumo ko v jante hen hum
    aap jaise dosto ke hi sahare,
    aaj v has kar jina jante hen hum

  82. nahid said

    Manzile bhi uski thi, Rasta bhi uska tha,
    Ek mai akela tha, Kafila bhi uska tha,
    Sath-Sath chalne ki soch bhi uski thi,
    Phir Rasta badalne ka faisla bhi uska tha.
    Aaj kyun akela hoon, Dil sawal karta hai,
    Log to uske the, Kya Khuda bhi uska tha?

  83. jay said

    logo par bharosa kia humne,
    par usko sab ne milke tod dia,
    jan te the hum khudgrzi unki,
    islie khudko unse dur hue hum
    bewafa kahlae par par unko rusva hone na dia,
    chhoda to unhone tha par logo ne samjha humne
    ki bewafai aur unko beech raste me chhod dia

  84. jay said

    hum to chle the usi manzil par jaha chlte the vo
    par vo nazar nahi aye,
    rasta dekha unkaa,
    par dikhte the kuchh saae,
    saath kaha se chlte unke,
    jab roe unki tohmaton par aur
    hum pachhtae,
    logo ki to mujhe khabar nahi
    par hum vahi ruke rahenge jab tak vo vaapas na aae….

  85. Shashank said

    घर से निकले हैं आँसुओं की तरह, अब लौट जाना संभव नहीं ..

  86. rishibala said

    फिर न सिमटेगी अगर दोस्ती बिखर जायेगी!
    ज़िन्दगी जुल्फ नहीं जो फिर से संवर जायेगी!
    जो ख़ुशी दे तुम्हें थाम लो दामन उसका!
    ज़िन्दगी रो कर नहीं हंस कर गुज़र जायेगी!

  87. सुनील शर्मा said

    बरबाद कर दिया हमें परदेस ने मगर,
    माँ सबसे कह रही है कि बेटा मज़े में है।

    waah kya farmaya hai

  88. Shashank said

    रातें कटती नहीं, दिन गुजरते नहीं
    जख्म ऐसे हुए की भरते नहीं..
    आँख वीरान है, दिल परेशान है.
    बस सोचता हूँ मैं-
    दिल में जो लगी है आग उससे सबको जला दूँ..
    या
    कि इस आग से में खुद को ही मिटा दूँ..

  89. rishibala said

    ye mujhe tadpaane ka khub achcha bahana tha
    jhalak dikha ke apni kyu chup jaana tha
    bina kahe hi tum meri taraf jhuk jaate the
    sanam mere wo kaisa pyara zamana tha

  90. rishibala said

    दूर है आपसे तो कुछ गम नहीं!
    दूर रह कर भूलने वाले हम नहीं!
    रोज़ मुलाक़ात न हो तो क्या हुआ!
    आपकी याद आपकी मुलाक़ात से कम नहीं!

  91. rishibala said

    आपकी पलकों पर रह जाये कोई!
    आपकी सांसो पर नाम लिख जाये कोई!
    चलो वादा रहा भूल जाना हमें!
    अगर हमसे अच्छा दोस्त मिल जाये कोई!

  92. rishibala said

    ग़म में हंसने वालो को कभी रुलाया नहीं जाता!
    लहरों से पानी को हटाया नहीं जाता!
    होने वाले हो जाते हैं खुद ही दिल से अपने!
    किसी को कहकर अपना बनाया नहीं जाता!

  93. vipul said

    ek bar ek taraf se doli ja rahi thi or dusri taraf se aarthi ja rahi thi
    arthi ne doli se kaha
    4 tere bhi hain,4 mere bhi hain
    ful tuhpe bhi hai , ful mujh pe bhi hai
    rote tere bhi hain, rote mere bhi hain
    fark sirf itna hai ki
    tu is duniya mein aa rahi hai or
    main is duniya se ja raha hoon

  94. rishibala said

    Ab umar ho gayi hai dil ki kitaab mein,
    kuch khusk paton ke siva kuch nahin raha,
    Jajbaat tamaam kho gaye lamhon ki dhool mein,
    ab dil mein dharkanon ke siva kuch nahi raha

  95. rishibala said

    Log kahtey hain ki ladkiyan zindagi hoti hain maut nahi,
    Magar voh kya jane ki dhoka bhi zindagi deti hai maut nahi

  96. rishibala said

    aapki najro ne unhe ghayal kar diya…
    unki najro ne aapko paagal kar diya…
    in panktiyon kaa yahi hai mane…
    ek ko hospital le jaayen aur dusre ko paagalkhane…
    :-p

  97. himanshu said

    woh ghayal kar gaye………… ek baar dekh kar………..
    hum kuch bhi na kar paaye ……….lagataar dekh kar..

  98. rishibala said

    Khidki se dekhi to raastey pe koi nahin tha,
    Khidki se dekhi to raastey pe koi nahin tha,
    Raaste pe jaake dekhi to khidki pe koi nahi tha
    😛

  99. rishibala said

    Sooni zindagi main hulchul mehsus hui,
    Bejaan dil ki aaj dhadkan mehsus hui,
    Jaane kyun aaj aisa laga,
    Shayad aapki kami mehsus hui.

  100. rishibala said

    Bade ajeeb hain ye zindagi ke raaste,
    anjane mod par kuchh log dost ban jate hain,
    milne ki khushi de ya na de
    bichhadne ka gam zarur de jate hain.

  101. rohit said

    wah wah rishi bala ji …khidki pe koi nahi tha…raste pe koi nahi tha..kitani mahan gazal likhi hai….likte raheyee….

  102. rishibala said

    @ rohit ji
    thank u
    🙂

  103. @Rishi & Nidhi,

    अगर टूटे किसी का दिल तो शब भर आँख रोती है
    ये दुनिया है गुलों की जिसमे काँटे पिरोती है,
    हम अपने गाँव में मिलते हैं दुश्मन से भी इठला कर
    तुम्हारा शहर देखा तो बड़ी तकलीफ़ होती है!

  104. nidhi said

    Mohtarma adaab arz hai 🙂

    Mere sheher ka manzer kitna shadeed hai,
    Aaj subah ka aap bhi akhbar padke dekhiye.
    Achhe bhale logon ka bhi haal bura hai,
    Dekhiye jisko bhi meherban banke dekhiye.

  105. Shashwat said

    Khidki se dekhi to raastey pe koi nahin tha,
    Khidki se dekhi to raastey pe koi nahin tha,
    Raaste pe jaake dekhi to khidki pe koi nahi tha
    =====================
    Abhi koi khidki par aaya ki nahi?

  106. rishibala said

    @ shashwat ji
    wo main hi thi jo khidki se dekh rahi thi
    😉

    @ bhabhi n nidhi di
    very well written
    🙂

  107. rishibala said

    Ankho me aansuo ko ubharne na diya,
    Mitti ke motiyo ko bikharne na diya,
    Jis raah pe pade the tere kadamo ke nishan,
    Us raah se kisi ko gujarne na diya

  108. rishibala said

    hey bhabhi!!!
    this 1’s for uu

    Saton Aasmaon ki sair ham kar aaye,
    Har ek tare se Dosti kar aaye,
    Ek Tara khas tha jise hum apne saath le aaye,
    Varna aap hi Sochiye ki aap is zameen par kyoon aaye?

  109. nidhi said

    @rishi,bahut khoob rishi ek or meri traf se 🙂

    waqt kehta hai fir na aunga,
    teri akhon ko ab na rulaunga,
    jena hai too is pal ko ji le,
    shayad mai kal tak ruk na paunga.

    @rewa,
    ji han ji rishi ke saval se chaunkye nai.btao btao ke ap is zameen par kyoon aaye???????

  110. rishibala said

    Sabse anmol tohfa agar aap kisi ko dete hain to wo hai waqt,
    kyoki ap kisi ko apna waqt dete hain to aap apni
    Zindgi ka wo pal dete hain jo lotkar nahi ata

  111. rishibala said

    Mere khwabo me ana unka kasoor tha
    Unse dil lagana hamara kasur tha
    wo aye the zindagi me kuch pal k liye
    par Unko zindgi samajhna hamara kasoor tha

  112. nidhi said

    Na to manzil, na humsafer, na koi karwan hai;
    raston mein bus dhuan dhuan sa hai.
    unke daman main to chand tare hain;
    mere hisse mein to khali aasman hain.

  113. rishibala said

    Unka daaman humare daaman se is kadar judda hoga,
    hum rahe chahe kitna bhi door par dil unke paas hoga,
    khwab na aaye tujhe bewafaai karne ka,
    warna mera daaman mere aansuo se bhiga hoga…..

  114. jay verma said

    riste to naibhaye the hamne par pata nahi jane kaha vo kho gae
    ham to the unke lie par vo hi hamse khafa ho gae

  115. rishibala said

    Woh nadiyan nahi aansu they mere, jinpar woh kashti chalate rahe.
    Manzil mile unhein yeh chahat thi meri, isliye hum aansu bahate rahe.

  116. jay verma said

    rasm-e-ulfat ko nibhane ke lie ashk-e-tanhai ka sahara lia tha maine,
    phir bhi na jane rusva kyon hue vo
    chahat to thi meri vo
    to kyonhamse khafa hue vo….

  117. jay verma said

    chahat ke pahle chahat ke baad bhi chaha tha chahat ko par chahat ne chahat ko na chahate hue bhi dhoka de dia
    badi chahat se nibhai thi chahat ko hamne par chahat ko meri unne rusva kar dia…………….

  118. jay verma said

    mera HASRAT hai samundar ki tarah
    meri FITRAT hai HAI SHAYAD HAI kisi paigamber tarah
    koi to mujhe samajhkar to dekhe
    mera DIL aur hasrat hai SAMANDAR KI TARAH

  119. nidhi said

    i lik dis one..

    पत्थरों का शहर‚ पत्थरों की गली
    पत्थरों की यहाँ नस्ल फूली फली
    आप थे आदमी‚ आप हैं आदमी
    बात यह भी बहूत पत्थरों को खली

  120. Hey …..nice thread !!! public mast shayari mein lagi hai …..;)…im njoying

    ना जता हर पल प्यार मुझसे,ना मोहब्बत की यूँ सदा दे
    मुझे भी तड़प उस आग की,के जलूं मैं भी तेरे इनकार में

  121. ढूंढता हूँ हर चेहरे में,चेहरा उसका
    वो ख्वाबो में भी लगे है,ख्यालो जैसी

  122. इश्क में आशिक महबूब बन जाये,तो कहो के इन्ताह है
    मोहब्बत आँखों से झलक जाये, तो कहो के इन्ताह है
    वस्ल की सदिया, लम्हों में गुज़र जाये, तो कहो के इन्ताह है
    हर वक़्त उसकी साँसों को जीने का जी चाहे, तो कहो के इन्ताह है
    क्या लिखे ‘शादाब’ इन्ताह-ऐ-इश्क पर ग़ज़ल
    गर लफ्ज़ ही न मिल पाए तो कहो के इन्ताह है …

  123. पूछे है वो,इश्क की वजह रोज मुझसे दो चार
    काफिर !! आज भी समझे है मेरा प्यार, वो ज़माने वाला

  124. वो रोये है वहा,शररबार इधर बरसे
    उसके हर इक गिरिया का हक़ अदा करूँ कैसे

  125. chalo ……..mahine bhar ke comment ek sath likh diye ….!!!

    Hey u forgot …..I m lucky 😉

  126. jay verma said

    lod dete hain hamdardi sabhi ko
    par khud pata nahi kitne
    dard chhupae chhupae baithe hain
    dete hai sahara sabko par khud hi
    besahar banae baithe hain……..

  127. bas gaye hai kitne hi sahar
    meri aankho ke samne lekin
    aaj bhi hum ghar apna
    veerana banaye bethe hai …

  128. nidhi said

    Hum ne jab kabhi khushi mehsoos ki,
    Har kadam pe aapki kami mehsoos ki,
    Door reh kar bhi aapki DOSTI me kami na aai,
    Yeh baat hum ne dil se mehsoos ki.

  129. rishibala said

    Medical Shayari
    When you breathe, you respire!
    Wah Wah!
    When you breathe, you respire!
    Wah Wah!

    When you don’t breathe, you expire!
    Wah Wah, kya baat hai!

  130. jay verma said

    simat saka na kabhi zindgi ka sailab
    kabhi bhi khatam gma-e-aashiqui nahi hota
    nikal hi ati hai koi na koi gunjaish
    kisi ka pyar kabhi aakhiri nahi hota

  131. Nidhi said

    afsos dil ka hal koi poochta nahi….
    ye keh rahe hen sab teri soorat badal gayi! 🙂

  132. Nidhi said

    Tumhe ghairo se kab fursat,hum apne ghum se kab khali..
    chalo bus ho chuka milna na hum khali na tum khali! 😉

    have a nice day.

  133. rishibala said

    Meri “Dosti” woh rang hai jo aap chuda nahi paoge,
    Bas itni gujarish hai aapse ki “SURF EXCEL” se mat dhona,
    Varna doondte reh jaoge!! 😉

  134. Nidhi said

    Sharab bani to maikhane bane..
    Husn bana to deewane bane..
    Kuch to baat he aap me,
    Yu hi nahi pagal khane bane.. 😛

    @Rishibala
    baaaahut khuuuub. 🙂

  135. Jay Verma said

    AANSUON KI KAMI NA THI
    NA KOI MERE PAAS SAHARA THA
    PAR PHIR BHI RO NA PAYA MAI
    KYOKI RONE KA MERE PAAS NA KOI BAHANA THA..
    ………………………………..
    JAB APNE HI SAATH NA DE TO GAIRON KI KYA BAAT KAREN
    JAB KAHA UNSE KUCHH PAL KE LIE HI SAHI SAATH RAHEN HAUM PAR VO KAH KAR CHAL DIE KE HAME FURSAT NAHI

  136. Jay Verma said

    na surat bdli na seerat badli
    mai to vahi khada rha par
    afsos dunia hi badal gayi

  137. nidhi said

    साहिल के सुकूं से किसे इन्कार है,
    लेकिन तूफॉं से लड़ने का मजा ही कुछ और है।

  138. avnish said

    khwahisho ka karwa har bar lutta raha,
    kabhi tufano ne luta kabhi hamsafar ne.
    kuch ajeeb the sitare mere hathoo ke,
    kabhi masum bevfa nikla kabhi sangdil sanam.

  139. avnish said

    उस पूरनी पगडंडी पर
    अब अकेले ही चलता हू
    कभी कबार तेरी मज़ार को
    यादो के फूल चढ़ा देता हू |

  140. jay verma said

    bhool nahi pate, unme jane kya baat thi,phle se bhi tanha kal ki raat thi,tab aur ab me fark bas itna hai tab ham se the unke aur ab unki yaad thi.

  141. rishibala said

    Karoge yaad ek din is pyar ke zamane ko,
    chale jayenge jab hum kabhi na vapas aane ko.
    Chalega mehfil me jab zikr hamara koi,
    to tum bhi tanhayi dhundoge aansu bahane ko.

  142. jay verma said

    aansuo ko bahane ka bahana hame mil gaya
    gamo se dillagane ka bahana hame mil gaya
    befikr rahte the ham gab na tha zindgi me koi
    ab to kisi ke lie zindgi bhar rokar guzarne ka
    nazrana hame mil gaya…….

  143. rishibala said

    Aansuo ke girne ki aahat nahi hoti, Dil ke tootne ki awaaz nahi hoti, Agar hota khuda ko ehsaas dard ka, to use dard dene ki Aadat nahi hoti..

  144. rishibala said

    Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin,
    Bhool aaye hum apni takdeeren kahin,
    Agar mile tumko kahin to utha lena,
    Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena.

  145. rishibala said

    Na jaane tum pe itna yakin kyon hai?
    Tera khayal bhi itna haseen kyon hai?
    Suna hai Pyar ka dard meetha hota hai;
    to aankh se nikla ye aansu namkeen kyon hai?

  146. jay verma said

    unke hisse ki khushi na mili mujhe
    milna tha bs gam to vo hi mila mujhe
    chaha tha khushio ka chhota sa asman
    pr dafn hone k lie do gaz zamin mili mujhe

  147. jay verma said

    taqdir pe hamko yakin nahi
    pyar pe bharosa tha kia hamne
    jab pyar ne bhi daga de dia
    to sirf muat pe bharosa kia hamne

  148. amrendra , jnv , bettiah said

    YE JO AAINE PE GUBAR HAI WO TERI NAZAR KA FAREB HAI !
    SAWRNE WALE TO ISI AAINE ME SAWAR GAYE!!!

  149. jay verma said

    kahte hai k aaina kabhi jhut nahi bolta hai
    aaina sabki tadbir dikhata hai
    jo ho na sake us se burai kisi ki
    vo badnam hone se pahle hi tut jata hai

  150. Dr. D. Teylor said

    Dariya ke talatum se to bach sakti hai kashty,
    Magar kashty me ho talatum to sahil na milega.

  151. Dr. D. Teylor said

    Yun to aye the hazaron pathar seene pe hamare,
    Per jo dil se laga vo kisi dost ne phenka tha.

  152. Dr. D. Teylor said

    Garra-eoze binaye aalam-e-imka na ho,
    is bulandi ke nasibon me hey pasty ek din,
    kurz ki pite the mei(sharab)phir bhi samazte the
    ki han rung laeygi hamari faka mast ek din,
    Nagma-e-gum ko bhi ei dil ganimat maniye,
    besada(khatm)ho jayega, ye khake-hast ek din.

  153. Dosti ka pehala salaam aapke naam,,,,,,,,,,
    Hamaari zindagi ki akhari sham aapke naam.
    Iss safar main humsafar hain hum dono,,,,,,,,,
    Is dosti ko nibhana hain aapka kaam………..
    `
    Tum milo na milo koi gam nahi,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
    SMS karo yeh milne se kam nahi..,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
    Dosti me dhoka de woh Hum nahi,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
    Hamari Dosti bhi krishn Aur sudama se kam nahi…
    `
    Hasee chupaana kisi ko gawara nahi hota,
    her musafir jindgi ka sahara nahi hota,
    milte hai log is tanha jingi me per,
    har koi dost tumsa payara nahi hota..
    `
    Mulakaat maut ki mehmaan ho gayi hai…
    Nazar ki zindigi sunsaan ho gayi hai….
    Ab meri saans bhi meri nahin rahi….
    Ye Zindagi aapki dosti par kurbaan ho gayi hai…

  154. Kal ho “AAJ” jaisa,
    Mahal ho “TAJ” Jaisa,
    Phool ho “GULAB” jaisa,
    or Zindagi k her qadam pe FRIEND HO
    ?
    ?
    ?
    ?
    ?
    excuse me ?
    ?
    hellO
    .
    Friend ho ?
    .
    Mujh jaisa (J):p

  155. jay verma said

    ham par patthar fekne walo me
    hamne dekha unhe jo the hamare
    na jaane kyu unhone saath hamara chhod diya
    unke sitam ko bhi has ke sahaa tha hamne
    to kyu unhone hi hamara dil tod diya

  156. Chand ne Chandni bikhraate hue poocha,

    Apne Husn Par Zara Itraate hue poocha,

    Kon hai yaha jo mujhsa haseen hai?

    Duniya me aisa koi nahi hai.

    Mene kaha mera mehboob tujhse haseen hai,

    Jo baat usme hai tujhme bhi nahi hai

    Baadlo se teri Chandni Chhip Jaati hai,

    Vo jidhar dekhle roshni ho jaati hai,

    Tu sirf raat he ko nazar aata hai,

    Uska Chehra mujhe har pal nazar aata hai

    Teri raat bhar ki Chandni me main doob nahin sakta,

    Uski Jheel si aankhon se doobkar nikal nahi sakta,

    Tu door hai itna tujhe paa nahi sakta,

    Vo kareeb hai itni Chhodkar Jaa nahin sakta,

    Tu adhoora hai in sitaron ke bina,

    Me adhoora hu unke isharo ke bina,

    Tu aasman ka Chand hai,

    Vo is Jahan ka chand hai,

    Vo ik Mauj hai dariya ka saahil nahi,

    Fark bas itna hai ke “Tu Meri Manzil Nahi”

  157. Shishir said

    अँधेरी रात है साया तो हो नहीं सकता , फिर ये कौन है जो मेरे साथ साथ चलता है

  158. I saw this really great post today and thought of sharing it with all of you

    • rishi bala said

      Meri aahat ki koi aawaz nahi,
      Jaise neele aasman ki koi sarhad nahi.
      Main wo hoon jo basti hai waha,
      Jaha kisi ki koi hukumat nahi.

  159. Md Wasim Akram said

    gham ki har su ghantiyan bajti rahin. Raat ki taarikiyaan dasti rahin. Kaun mere shahr-e-dil me aa gaya. Neende meri raat ki urti rahin. Kiska aankho me tha AKRAM intezar. Aahaton pe kyon nazar uthti rahin.

  160. Swapnil Shelar said

    Yun agar ansu moti ban jaate,
    To duniyaa amir hoti ye mere dost…
    Gum hi itna hai jamaane me

  161. maahi said

    na shbdo me bayaa kae shkti na chup reh kar shahn kar shakti teri bewafai se booht dur na jaa shkti na apne pyar se tuze karib rakh shkt

  162. B.K.Sharma said

    dost dost nahi khuda hota hai
    maloom tub padta hai jub wo juda hota hai.

  163. बोझिल क़दमों ने रुक कर करहाट भरी
    खींची पेशियों ने रुकने का आभास किया
    फूलते दम ने थमने का एहसास दिया
    दिल ने भी सबका साथ दे दिया
    पैर होंसलों ने बगावत कर दी
    थकी सांसों में ऊर्जा भर दी
    वेदना को दबा हुँकारों में
    फिर गरजा नकारों में
    थम जाऊँ ये कैसे हो
    रुक जाऊं ये कैसे हो
    दम आखिरी ही हो सही —-पर मंज़िल भी हो वही ✍

Leave a reply to rishibala Cancel reply