महफ़िल-ए-मुशायरा!
Posted by Rewa Smriti on May 17, 2009
I have been requested from some of my dearest nearest friends to start some shero – shayari on blog. Keeping their words in mind, I am putting this post here, and all are invited to post your shers and shayaries from dil se as well as thoda dimag se.
Shayri is a unique poetic language to express yourself. And jo sabse jyada or sabse achhe shayaries yahan shabdon ka safar mein dalenge, unhe ham surprise gift denge. Now, feel free to share your shayaries or poems here and let’s have fun and bring out the emotions in this महफ़िल-ए-मुशायरा…!
Notes : Rules ye hai ki her ek ko apne se pahle wale sher ka jawab dena hai!
Here I am starting and here it goes…अर्ज़ है -
जज्बातों की महफ़िल है
रखना कदम संभाल के,
शब्द भी सफ़र पर हैं
देखना, बिखर ना जाए
कहीं आँसू मोती बनके…
Let’s keep the ball rolling…where should we go next?
Shashwat Shekhar said
बरबाद कर दिया हमें परदेस ने मगर,
माँ सबसे कह रही है कि बेटा मज़े में है।
Rewa Smriti said
@Shashwat Shekhar,
वाह वाह, बहुत खूब! अब माँ कहेगी…परदेस जाकर माँ का लाडला बिगर गया!
rgds.
Rishibala said
Aap pe kurbaan hmari Yaari hai, hanske mar jaane ki Tayyari hai,
Yeh silsila na khatam ho humaari Dosti ka, humne to yaad kar liya ab aapki Baari hai.
Rishibala said
Wo yaron ki mehfil wo muskrate pal,
Dilse juda hai apna bita hua kal
Kabhi guzarti thi zindgi waqt bitane me,
Ab waqt guzar jata hai chand kagaz k note kamane me.
Nidhi said
@Rishibala, very nice.
bahut dino ke bad moka mila hai.
Teri mohabbath ko duniya mein koi samajh na paaya,
rothi thi tu jab koi tere saath na aaya,
mita diya khud ko tooney unki mohabbath mein,
aur woh kehtey hain ki tujhey ishq karna na aaya…
Nidhi said
Pathar ki hai Duniya, jazbat nahi samajti,
Dil me kya hai Wo baat nahi samajti….
Rishibala said
@ nidhi di
wah wah
Ishq ke sahare jiya nahi karte,
Gum ke pyalo ko piya nahi karte,
Kuchh Nawab dost hain hamare,
jinko Pareshan na karo to wo yaad hi kiya nahi karte…
Rishibala said
Dosti ki mahek ishq se kam nahi hoti,
Ishq pe hi zindgi khatm nahi hoti,
Agar sath ho zindgi men achche dosto ka,
Zindagi kisi jannat se kam nahi hoti.
Nidhi said
@Rishibala, lovely thnku.
Apne gamo ki yu numaish na kar,
Apne nasib ki yu aazmaish na kar,
Jo tera hai tere dar pe khud ayega,
Roz roz use pane ki khwaish na kar!!
Rishibala said
Raaz dil ka dil mein chupate hai woh,
Samne aate hi nazar jhukate hai woh,
Baat karte nahi, ya hoti nahi,
Par shukar hai jab bhi milte hai muskurate hai woh.
Nidhi said
Mann me apke har baat rahegi,
Basti chhoti hai magar aabaad rahegi,
Chahe hum bhulade zamane ko,
Magar aapki ye pyari si dosti hamesha yaad rahegi.
rishibala said
Judai apki rulati rahegi,
yaad apki aati rahegi,
pal pal jaan jati rahegi,
jab tak jism mein hai jaan har saans ye rishta nibhati rahegi.
vipul said
haad se jada chaha tha jisko
khud se jada mana tha jisko
usi ne mere dil ko tod diya
hans ke kaha ja maine tera saath chor diya
Nidhi said
Dosti karo to dhokha mat dena
dosti ko ansuon ka tohfa mat dena
dil se roye koi tumhen yad karke
aesa kisi ko mouka mat dena..
Nidhi said
Nakaam si koshish kiya karte hen
Hum hen ki unse pyar kiya karte hen
Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha
our hum hain ki chand ki aarzu kiya karte hen.
vipul said
jinhe hum chand sa pyaara samjhe
kari dhoop mein jinako sahara samjhe
unhone dhandi hawa se hume jhooma diya
par sitam aisa mila mujhe meri mohabbat ka
ki unhone hume dag samajh kar hata diya
***ajay*** said
dard~E~jamana
log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain,
itna darte hain to phir ghar se nikalte kyun hain.
main na jugnu hun diya hun na koi tara hun,
roshni wale mere nam se jalte kyun hain.
nind se mera talluq hi nahin barson se,
khwab aake meri chat pe tahalte kyun hain.
mod hota hai jawani ka sambhalne ke liye,
aur sab log yahin ake phisalte kyun hain.
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
rishibala said
Bade ajeeb hain ye zindagi ke raaste,
anjane mod par kuchh log dost ban jate hain,
milne ki khushi de ya na de,
bichhadne ka gam zarur de jate hain.
***ajay*** said
Zyada Na Thi Hasrate Dil Ki,
Chaha Tha Bus Thodi Si Khushi Milti,
Wo Chand Khushiya Bhi Hame Alvida Kah Gaye,
Yu Lagata Hai Zamane Ki Nazar Lag Gaye,
Zindgi Me Har Kadam Par Dhokha Khaya,
Jo Chaha Tha Wo Khabhi Na Paya,
Hamari Kismat Bhi Hame Daga De Gaye,
Zindgi Ki Sari Khushiya Chura Le Gaye,
Aab To Dil Ek Khwahish Se Bhi Darta Hai,
Har Ghadi ,Har Pal ,Har Saans Ke Saath Marta Hai…
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~
Shashwat said
उम्र एक तल्ख़ हक़ीकत है मुनव्वर फिर भी
जितना तुम बदले हो उतना नहीं बदला जाता ।
सबके कहने से इरादा नहीं बदला जाता,
हर सहेली से दुपट्टा नहीं बदला जाता ।।
Nidhi said
KAUN KISKO DIL MAIN JAGAH DETA HAI..
PED BHI SHUKHEY PATTEY GIRA DETA HAI…
WAKIF HAI HUM DUNIYA K RIWAZO SE,
DIL BHAR JAYE TOH HAR KOI BHULA DETA HAI….
vipul said
unhone ne hame bhula diya
gair samajh kar hamari yaadon ko mita diya
hum to bas unki yadon sanjote reh gaye
aur unhone hamri yadon ka ret samajh kar baha diya
Nidhi said
Kabhi kabhi insaan is hal men v hota hai
Koi vajah v nahi hoti wo fir v rota hai
hotho pe lie muskan wo,khushian hai banata
pr tanhai mei wo apni ankho ko vigota hai.
***ajay*** said
Kuch is tarah teri palkein meri palkon se mila de
Aansoo tere saare meri palkon pe sajaa de
Kuch is tarah teri palkein meri palkon se mila de
Aansoo tere saare meri palkon pe sajaa de
Tu har ghadi har waqt mere saath raha hai
Haan yeh jism kabhi door kabhi paas raha hai
Jo bhi gham hain yeh tere unhein tu mera pataa de
Kuch is tarah teri palkein meri palkon se mila de
Aansoo tere saare meri palkon pe sajaa de
Mujhko toh tere chehre pe yeh ghum nahin janchta
Jaayiz nahin lagta mujhe ghum se tera rishta
Sun meri ghuzarish ise chehre se hataa se
Sun meri ghuzarish ise chehre se hataa se
Kuch is tarah teri palkein meri palkon se mila de
Aansoo tere saare meri palkon pe sajaa de
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~
rishibala said
Mombati ke andar ka dhaga bola, Main jalta hoon to tu kyon pighalti hai?
Mombati boli, Jisko dil mein jagah di woh bichade to aansoo to niklenge hi.
rishibala said
Bhool Se Agar Koi Bhool Hui,
To Bhool Samajke Use Bhool Jana,
Arey Bhoolna Sirf Bhool Ko,
Bhoolkar Bhi Hume Na Bhool Jana
***ajay*** said
Koi deewana kehta hai, koi pagal samajhta hai
Magar dharti ki bechaini ko bas badal samajhta hai
Main tujhse door kaisa hoon, tu mujhse door kaisi hai
Ye tera dil samajhta hai ya mera dil samajhta hai…..
Mohbbat ek ehsaason ki pawan si kahani hai
Kabhi Kabira deewana tha, kabhi meera deewani hai
Yahan sab log kehte hain meri aankhon main aasoon hain
Jo tu samjhe to moti hain, jo na samjhe to paani hain
Bahut bikhra bahut toota thapede seh nahin paaya
Hawaaon ke isharon par magar main beh nahin paaya
Adhoora ansuna hi reh gaya yun pyar ka kissa
Kabhi tum sun nahin paaye, kabhi main keh nahin paaya
Bhramar koi kumudni par machal baitha to hungama
Hamare dil main koi khwaab pal baitha to hungama
Abhi tak doob ke sunte sab kissa mohhabat ka
Main kisse ko haqeekat main badal baitha to hungama
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~
Veerendra said
ise padho…latest hai.
MUJHE TO APNO NE LUTA
GAIRO MAIN KAHA DUM THA
MERI HADDI WAHI TUTI
JAHA HOSPITAL BAND THA
MUJHE JIS AMBULANCE MAIN DALA
USKA PATROL KHATM THA
MUJHE RIKHSHE MAIN ISLIYE BITHAYA
KYOKI USKA KIRAYA KAM THA
MUJHE DOCTORO NE UTHAYA
NARSO MAIN KAHA DAM THA
MUJHE JIS BED PE LITAYA
USKE NICHE BOMB THA
MUJHE TO BOMB SE UDAYA
GOLI MAIN KAHA DUM THA
AUR MUJHE SADAK MAIN DAFNAYA
KYOKI KABRISTAN MAIN FUNCTION THA
…
Nidhi said
Itni asaani se kaise vul jata hai koi,
Rah-rah kar kyon yad aata hai koi.
Umar var yad karte rahenge aapko,
Dekhte hai kubtak hume bhulata hai koi.
Nidhi said
Mann me apke har bat rahegi,
Basti choti hai magar aabaad rahegi,
Chahe hum bhulade zamane ko,
Magar aapki ye pyari si dosti hamesha yaad rahegi…
Nidhi said
Is kadar hum yar ko manane nikle,
Uski chahat ke hum deewane nikle,
Jab bhi use dil ka haal batana chaha,
To uske hothon se waqt na hone ke bahane nikle….
Heeren Tanna said
NIce collection on this site.
Aaj To Hum Maut Ki Dua Kar Ke Roye Hain
Dobara Aaj Khuda Se Gila Kar Ke Roye Hain
Kyon Na Likh Saka Tu Us Ko Taqdeer Mein Meri
Yeh Aik Khayal Soch Kar Phir Hum Roye Hain.
rishibala said
Nakaam si koshish kiya karte hain,
Hum hain ki unse pyar kiya karte hain,
Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha,
Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain
rishibala said
Daag ansuon se dhoye hain,
Jab bhi tanha huye hain roye hain,
Dil mein kyon na uge yaad teri,
Dil mein tere hi khawab boye hain.
Rewa Smriti said
@Rishibala,
This is for you dear!
होके मायुश तुम यूँ न शाम से ढलते रहो
ज़िन्दगी भोर है सूरज के तरह निकलते रहो,
एक पैर पर खड़े रहोगे तो फिसल जाओगे
धीरे धीरे ही सही, किन्तु सही राह पर चलते रहो!
with love.
rohit said
Hello Rewa
What a great Shyar here yaar…thanx tumne logo ke dil ke shyar ko jaag dia….mast hai.
@Rishi bala and Nidhi…..
Aaap Log to jabardast shyari kar rahe ho….wah raat ko nned tooti or padta hi chala gayaa…..Aap logo ki shyari me dhum hai…jabardast …
sory yaar muze shyari ban nahi rahi so likh nahi paya rigt now…raat ke 4 baj rahe hai.lol
Abhishek said
har haal me har daur me, hame muskurana aa gaya
har gum har ek aansu hame, apana banana aa gaya
gum hai v to rukana nahi,jeena hai to jhukana nahi
ye jinadagi koi khusi, ab na v de to na sahi….
Nidhi said
@rohit,
ye shayari likhna unka kaam nahi
jinke dil ankhon me basa karte hen
shayari to vo shaqs likhte hen
jo sharab se nahi,kalam se nasha karte hen.
mehek said
waah rews maza aagaya sab ki shayari padhke
kalam se bas lafz bikhar jate hai kaagaz par
nashe mein dub jaane ke liye,hamari qatil nigahen kaafi hai.
rishibala said
@ Rewa Smriti
thank u so much 4 writing something 4 me
it’s very nice
this 1’s 4 u
Daulat Aur Sohrat sabke Pas Hai,
Khushiya Aur Ghum Sabke Naseeb Mein Hai,
Pyar Aur Nafrat Sabke Dil Mein Hai,
Par Khush-naseeb Hai Hum kyonki aap Jaise Dost Hamare Pas hai
love uuuuuuu
Nidhi said
Mehek dosti ki, kisi ishq se kam nahin hoti
yeh duniyan ishq pe khatam nahin hoti,
agar saath ho zindagi mein sacche doston ka
toh yeh zindagi kisi jannat se kam nahin hoti.
rishibala said
@ nidhi di
Saton Aasmaon ki sair ham kar aaye,
Har ek tare se Dosti kar aaye,
Ek Tara khas tha jise hum apne saath le aaye,
Varna aap hi Sochiye ki aap is zameen par kyoon aaye?
Nidhi said
@Rishibala,luvly nd jabrdast.
Wada Karte Hain Dosti Nibhayenge
Koshish Yahi Rahegi Tujhe Na Satyaenge
Zarurat Pade Toh Dil Se Pukarana
Mar Bhi Rahe Honge To Mohlat Lekar Aayenge.
rishibala said
@ nidhi di
thank u so much 4 ur appreciation
Aapki dosti ki ek nazar chahiye; Dil hai beghar use ek Ghar chahiye
Bas yun hi saath chalte raho ae dost; Yeh Dosti hume umar bhar chahiye
Nidhi said
@Rishibala,
Nigaho men aur koi dosti ke kabil na raha
Is kinare ka aur koi sahil na raha,
Chand jaisa dost mila humein zamin par
Aasma ka chand bhi aab deidar k kabil nahi raha.
rishibala said
@ nidhi di
Jab dosti ki dastan waqt sunayega,
Aapko bhi koi shaks yaad ayega,
Tab bhool jayenge zindgi ke gam ko,
Jab apke sath guzara samay yaad ayega.
Lokendra said
तनहाइयों पे यादों का सिलसिला रह जायेगा
लौट जायेगा परिंदा घोसला रह जायेगा
तुम भले बंद कर देना मेरी यादों का घर
कोई रोशनदान फिर भी खुला रह जायेगा…
Nidhi said
Hum raat ki tanhai me unhe yad kiya karte hen
aur sitaro se unka zikar kiya karte hen
vo aaye ya na aaye khawabon men
fir v hum unka intezar kiya karte hen….
***ajay*** said
चेहरे बदलने का हुनर मुझमैं नहीं ,
दर्द दिल में हो तो हसँने का हुनर मुझमें नहीं,
मैं तो आईना हुँ तुझसे तुझ जैसी ही मैं बात करू,
टूट कर सँवरने का हुनर मुझमैं नहीं ।
चलते चलते थम जाने का हुनर मुझमैं नहीं,
एक बार मिल के छोड जाने का हुनर मुझमैं नहीं ,
मैं तो दरिया हुँ , बेहता ही रहा ,
तुफान से डर जाने का हुनर मुझमैं नहीं
Abhiraj Anand said
na tum shayar the na ham shayar rahe
yun hi jajbat me ham mile aur Saath ho gaya
nadi ke kinare kabhi saagar ki bahon mein
bas yun hi milte rahe aur muhabbat Jawan ho gaya
Shashwat said
सियासत से अदब की दोस्ती बेमेल लगती है
कभी देखा है पत्थर पे भी कोई बेल लगती है
ये सच है हम भी कल तक ज़िन्दगी पे नाज़ करते थे
मगर अब ज़िन्दगी पटरी से उतरी रेल लगती है
ग़लत बाज़ार की जानिब चले आए हैं हम शायद
चलो संसद में चलते हैं वहाँ भी सेल लगती
कोई भी अन्दरूनी गन्दगी बाहर नहीं होती
हमें तो इस हुक़ूमत की भी किडनी फ़ेल लगती है.
Shashwat said
मेरी ख़्वाहिश कि मैं फिर से फ़रिश्ता हो जाऊँ
माँ से इस तरह लिपट जाऊँ कि बच्चा हो जाऊँ
कम-से-बच्चों के होंठों की हँसी की ख़ातिर
ऐसी मिट्टी में मिलाना कि खिलौना हो जाऊँ
सोचता हूँ तो छलक उठती हैं मेरी आँखें
तेरे बारे में न सोचूँ तो अकेला हो जाऊँ
चारागर तेरी महारत पे यक़ीं है लेकिन
क्या ज़रूरी है कि हर बार मैं अच्छा हो जाऊँ
बेसबब इश्क़ में मरना मुझे मंज़ूर नहीं
शमा तो चाह रही है कि पतंगा हो जाऊँ
शायरी कुछ भी हो रुस्वा नहीं होने देती
मैं सियासत में चला जाऊँ तो नंगा हो जाऊँ.
Rewa Smriti said
बातों से सिर्फ़ बातों से ऐसा किया गया
लोगों के सामने उसे नंगा किया गया
वो भीख माँगता ही नही था – इसलिए,
उस फूल जैसे बच्चे को अँधा किया गया!
Rewa Smriti said
अब तो ऐसा भी कोई शहर बसाया जाये
एक मासूम भी जिसमें ना सताया जाये,
हम अगर उड़ नही सकते तो कमी है अपनी
क्यों परिंदों के लिए जाल बिछाया जाये!
Shashwat said
फ़रिश्ते आके उनके जिस्म पर ख़ुश्बू लगाते हैं
वो बच्चे रेल के डिब्बों में जो झाड़ू लगाते हैं
Shashwat said
जब भी कश्ती मेरी सैलाब में आ जाती है
माँ दुआ करती हुई ख़्वाब में आ जाती है
एक कमरे में बसर करता है सारा कुनबा
सारी दुनिया दिल-ए-बेताब में आ जाती है
दुख किसी का हो छलक उठती हैं मेरी आँखें
सारी मिट्टी मेरे तालाब में आ जाती है.
Rewa Smriti said
कश्ती तूफ़ान से निकल सकती है
शमा बुझ के भी जल सकती है,
मायूस ना हो, इरादे मत बदल
अए दोस्त, तकदीर कभी भी बदल सकती है!
nidhi said
खुदी को कर बुलंद इतना कि हर तकदीर से पहले,
खुदा बंदे से खुद पूछे, बता तेरी रजा क्या है।
Satish Chandra Satyarthi said
अपना ग़म लेके कहीं और न जाया जाये
घर में बिखरी हुई चीज़ों को सजाया जाये
घर से मस्जिद है बहुत दूर चलो यूँ कर लें
किसी रोते हुए बच्चे को हँसाया जाये
Satish Chandra Satyarthi said
धूप में निकलो घटाओं में नहा कर देखो
ज़िन्दगी क्या है किताबों को हटा कर देखो
वो सितारा है चमकने दो यूँ ही आँखों में
क्या ज़रूरी है उसे जिस्म बनाकर देखो
पत्थरों में भी ज़ुबाँ होती है दिल होते हैं
अपने घर की दर-ओ-दीवार सजा कर देखो
फ़ासला नज़रों का धोखा भी तो हो सकता है
वो मिले या न मिले हाथ बढा़ कर देखो
Shashwat said
वो मुझे भूल गयी इसकी शिकायत क्या है,
रंज तो ये हैं की रो रो के भुलाया होगा|
Shashwat said
दुनिया न जीत पाओ तो हारो न ख़ुद को तुम,
थोड़ी बहुत तो ज़हन में नाराज़गी रहे|
Abhiraj Anand said
wo godhuli bela aur aasman ka nazara
mitti ki bhini khushbu aur gauraiyon ka chahchana
wo aaknkho ki parton me simti yaden
hothon me jhalakti wah halki mushkurahat
baar-baar Jeevan mein udalti jeene ki chahat
Rewa Smriti said
Dear Rishi,
Happy b’day to you, and sorry for late. Ye aapke liye miss scenorita
शूल सब मेरे लिए है, फूल फल तेरे लिए
और दुनिया को थी, पर ये ग़ज़ल तेरे लिए
ज़िंदगी की गुनगुनाती झील में खिलते लिए
कुछ कमल तेरे लिए और कुछ कमल मेरे लिए!
love you dear!
rohit said
@Nidhi
Sahi kaha hai ki nasha ho to hi shyari hoti hai
ek baar jo nasha hota hai to bahkne lagte hai
jab kalam bahkne lagti hai to alfaz utrne lagta hai
kagaj dil ka darpan ban jata hai
har sabdha me bhaovo ka aksha jaklne lagta hai
dil ka haal kia bayan kare hum
apne aap aakho me jhalak jata karta hai
dil saaf hai akhne biyaan karti hai
agar ab bhi na samz sako to kia kahu
ki har bhaov ko shabd bhi nahi milte
har sahil ko jasi kinara nahi milta
har jaam pe saaki ka saath nahi milta
ankoh se gira har aasou moti nahi banta
har badal se pani nahi barsata
jayse har hawa ka johoka purwai nahi hota
har nasha usi tahra sharaab ka nahi hota
nasha per kuch aisha hota hai
ki har me bahkna padta hai
har nasha alag alga hota hai
per jhomnna har me padata hai
i hope all will like it…..lol
rohit
rishibala said
@ rewa smriti
thank u so much
i luv u toooooooooooooooooooooo
rishibala said
@! rewa smriti
Ek ada aapke dil churane ki, ek ada aapke dil me bus jane ki,
Chehra apka chand sa aur ek zid hamari chand pane ki.
rishibala said
Zikar hua jab Khuda ki rehmaton ka,
Hamne khud ko khushnaseeb paya,
Tamanna thi ek pyare se dost ki,
Khuda khud dost bankar chala aaya.
vishal said
Har daag daag nahi hota,
har yaar wafadar nahi hota,
yeh to dil milne ki baat hai,
varna saat pheron mein bhi “pyar” nahi hota.
***ajay*** said
एक पहुंचे हुए सन्यासी का एक शिष्य था, उसके गुरु एक दिन वे उसे पास के शहर में भिक्षा मांगने ले गये जब वे थक गये तो लौटते में एक बरगद की छांह बैठे, उसके सामने एक युवा दूधवाली दूध बेच रही थी, जो आता उसे बर्तन में नाप कर देती और गिनकर पैसे रखवाती। वे दोनों ध्यान से उसे देख रहे थे। तभी एक आकर्षक युवक आया और दूधवाली के सामने बर्तन फैला दिया, दूधवाली मुस्कुराई और बिना मापे बहुत सारा दूध उस युवक के बर्तन में डाल दिया, पैसे भी नहीं लिये। गुरु मुस्कुरा दिये, शिष्य हतप्रभ!
उन दोनों के जाने के बाद, वे दोनों भी उठे और अपनी राह चल पडे। चलते चलते शिष्य ने दूधवाली के व्यवहार पर अपनी जिज्ञासा प्रकट की तो गुरु ने उत्तर दिया,
” प्रेम वत्स, प्रेम! यह प्रेम है, और प्रेम में हिसाब कैसा? उसी प्रकार भक्ति भी प्रेम है, जिससे आप अनन्य प्रेम करते हो, उसके स्मरण में या उसकी पूजा में हिसाब किताब कैसा?” और गुरु वैसे ही मुस्कुराये व्यंग्य से।
” समझ गया गुरुवर। मैं समझ गया प्रेम और भक्ति के इस दर्शन को।
Lucky is back said
apni ek gazal ka makta pesh kar raha hu
Surkh aankho mein hai jeene ka hisab
ab to bas jane ki tyari hai ….
Waqt theherega to poochenge ‘Shadab’
tum par kya guzri ,kya guzari hai ….
rishibala said
for rewa bhabhi
Chale gaye ho dur kuch pal ke liye, Dur rehkar bhi karib ho har pal ke liye, Kaise yaad na aaye aapki ek pal ke liye, Jab dil me ho aap har pal ke liye.
jay said
kisse to bahot hote hai sunanne ke lie,
log milte hai bahot apna banane ke lie,
chhaa jata hai koi jab dil par umr bhar ke lie,
to kyo chhod jata hai koi aakhiri saans tak tadpane
ke lie,
nidhi said
wo muskura ke har dard ko taal deta hai
kisi kisi ko khuda ye kamaal deta hai,
nazar utha ke wo jisko dekh le aik baar
yakin karo usse mushkil mai daal deta hai…..
rishibala said
मौसम को देखो कितना हसीन है!
ठंडी हवाये और भीगी ज़मीन है!
याद आ रही है आपकी कुछ बाते!
आप भी याद कर रहे होंगे इतना यकीन है!
jay said
pyar ka manzar humne dekha,
saahil aur samunder hamne dekha,
dekhne ko ab baaki kya rha,
jab kisi apne ko kisi aur ki baahon me
simte hue humne dekha…
jay said
likha tha maine fasana pyar ka,
suna bhi maine tarana yaar ka,
jab sunaya maine kissa MOHOBBAT ka,
tab samajh me aya vo tha bahana yaar ka.
nidhi said
Zindagi mei aise mauke aate hen,
kuch lamhe hasate hen kuch rulate hen.
Kisi bahane hamen yaad karte rehna,
warna ajkal log naam tak bhool jate hen.
jay said
zindgi mai mile the mauke jine ke,
par dur chale gae vo humse,
hasne ki aarzoo thi taumr hamari,
par vaasta kara gae vo hamara gum se..
jay said
yaad karne ke lie kisi ke baare me jaananaa zaruri hai,
kisi ko apna banane ke lie apna maananaa zaruri hai,
apke baare me sochkar zarur yaad karenge apko par,
apko yaad karne ke lie apko pahachaananaa zaruri hai
nidhi said
dosto ki kami ko pahchante hen hum
duniya ke gumo ko v jante hen hum
aap jaise dosto ke hi sahare,
aaj v has kar jina jante hen hum
nahid said
Manzile bhi uski thi, Rasta bhi uska tha,
Ek mai akela tha, Kafila bhi uska tha,
Sath-Sath chalne ki soch bhi uski thi,
Phir Rasta badalne ka faisla bhi uska tha.
Aaj kyun akela hoon, Dil sawal karta hai,
Log to uske the, Kya Khuda bhi uska tha?
jay said
logo par bharosa kia humne,
par usko sab ne milke tod dia,
jan te the hum khudgrzi unki,
islie khudko unse dur hue hum
bewafa kahlae par par unko rusva hone na dia,
chhoda to unhone tha par logo ne samjha humne
ki bewafai aur unko beech raste me chhod dia
jay said
hum to chle the usi manzil par jaha chlte the vo
par vo nazar nahi aye,
rasta dekha unkaa,
par dikhte the kuchh saae,
saath kaha se chlte unke,
jab roe unki tohmaton par aur
hum pachhtae,
logo ki to mujhe khabar nahi
par hum vahi ruke rahenge jab tak vo vaapas na aae….
Shashank said
घर से निकले हैं आँसुओं की तरह, अब लौट जाना संभव नहीं ..
rishibala said
फिर न सिमटेगी अगर दोस्ती बिखर जायेगी!
ज़िन्दगी जुल्फ नहीं जो फिर से संवर जायेगी!
जो ख़ुशी दे तुम्हें थाम लो दामन उसका!
ज़िन्दगी रो कर नहीं हंस कर गुज़र जायेगी!
सुनील शर्मा said
बरबाद कर दिया हमें परदेस ने मगर,
माँ सबसे कह रही है कि बेटा मज़े में है।
waah kya farmaya hai
Shashank said
रातें कटती नहीं, दिन गुजरते नहीं
जख्म ऐसे हुए की भरते नहीं..
आँख वीरान है, दिल परेशान है.
बस सोचता हूँ मैं-
दिल में जो लगी है आग उससे सबको जला दूँ..
या
कि इस आग से में खुद को ही मिटा दूँ..
rishibala said
ye mujhe tadpaane ka khub achcha bahana tha
jhalak dikha ke apni kyu chup jaana tha
bina kahe hi tum meri taraf jhuk jaate the
sanam mere wo kaisa pyara zamana tha
rishibala said
दूर है आपसे तो कुछ गम नहीं!
दूर रह कर भूलने वाले हम नहीं!
रोज़ मुलाक़ात न हो तो क्या हुआ!
आपकी याद आपकी मुलाक़ात से कम नहीं!
rishibala said
आपकी पलकों पर रह जाये कोई!
आपकी सांसो पर नाम लिख जाये कोई!
चलो वादा रहा भूल जाना हमें!
अगर हमसे अच्छा दोस्त मिल जाये कोई!
rishibala said
ग़म में हंसने वालो को कभी रुलाया नहीं जाता!
लहरों से पानी को हटाया नहीं जाता!
होने वाले हो जाते हैं खुद ही दिल से अपने!
किसी को कहकर अपना बनाया नहीं जाता!
vipul said
ek bar ek taraf se doli ja rahi thi or dusri taraf se aarthi ja rahi thi
arthi ne doli se kaha
4 tere bhi hain,4 mere bhi hain
ful tuhpe bhi hai , ful mujh pe bhi hai
rote tere bhi hain, rote mere bhi hain
fark sirf itna hai ki
tu is duniya mein aa rahi hai or
main is duniya se ja raha hoon
rishibala said
Ab umar ho gayi hai dil ki kitaab mein,
kuch khusk paton ke siva kuch nahin raha,
Jajbaat tamaam kho gaye lamhon ki dhool mein,
ab dil mein dharkanon ke siva kuch nahi raha
rishibala said
Log kahtey hain ki ladkiyan zindagi hoti hain maut nahi,
Magar voh kya jane ki dhoka bhi zindagi deti hai maut nahi
rishibala said
aapki najro ne unhe ghayal kar diya…
unki najro ne aapko paagal kar diya…
in panktiyon kaa yahi hai mane…
ek ko hospital le jaayen aur dusre ko paagalkhane…
:-p
himanshu said
woh ghayal kar gaye………… ek baar dekh kar………..
hum kuch bhi na kar paaye ……….lagataar dekh kar..
rishibala said
Khidki se dekhi to raastey pe koi nahin tha,
Khidki se dekhi to raastey pe koi nahin tha,
Raaste pe jaake dekhi to khidki pe koi nahi tha
rishibala said
Sooni zindagi main hulchul mehsus hui,
Bejaan dil ki aaj dhadkan mehsus hui,
Jaane kyun aaj aisa laga,
Shayad aapki kami mehsus hui.
rishibala said
Bade ajeeb hain ye zindagi ke raaste,
anjane mod par kuchh log dost ban jate hain,
milne ki khushi de ya na de
bichhadne ka gam zarur de jate hain.
rohit said
wah wah rishi bala ji …khidki pe koi nahi tha…raste pe koi nahi tha..kitani mahan gazal likhi hai….likte raheyee….
rishibala said
@ rohit ji
thank u
Rewa Smriti said
@Rishi & Nidhi,
अगर टूटे किसी का दिल तो शब भर आँख रोती है
ये दुनिया है गुलों की जिसमे काँटे पिरोती है,
हम अपने गाँव में मिलते हैं दुश्मन से भी इठला कर
तुम्हारा शहर देखा तो बड़ी तकलीफ़ होती है!
nidhi said
Mohtarma adaab arz hai
Mere sheher ka manzer kitna shadeed hai,
Aaj subah ka aap bhi akhbar padke dekhiye.
Achhe bhale logon ka bhi haal bura hai,
Dekhiye jisko bhi meherban banke dekhiye.
Shashwat said
Khidki se dekhi to raastey pe koi nahin tha,
Khidki se dekhi to raastey pe koi nahin tha,
Raaste pe jaake dekhi to khidki pe koi nahi tha
=====================
Abhi koi khidki par aaya ki nahi?
rishibala said
@ shashwat ji
wo main hi thi jo khidki se dekh rahi thi
@ bhabhi n nidhi di
very well written
rishibala said
Ankho me aansuo ko ubharne na diya,
Mitti ke motiyo ko bikharne na diya,
Jis raah pe pade the tere kadamo ke nishan,
Us raah se kisi ko gujarne na diya
rishibala said
hey bhabhi!!!
this 1’s for uu
Saton Aasmaon ki sair ham kar aaye,
Har ek tare se Dosti kar aaye,
Ek Tara khas tha jise hum apne saath le aaye,
Varna aap hi Sochiye ki aap is zameen par kyoon aaye?
nidhi said
@rishi,bahut khoob rishi ek or meri traf se
waqt kehta hai fir na aunga,
teri akhon ko ab na rulaunga,
jena hai too is pal ko ji le,
shayad mai kal tak ruk na paunga.
@rewa,
ji han ji rishi ke saval se chaunkye nai.btao btao ke ap is zameen par kyoon aaye???????
rishibala said
Sabse anmol tohfa agar aap kisi ko dete hain to wo hai waqt,
kyoki ap kisi ko apna waqt dete hain to aap apni
Zindgi ka wo pal dete hain jo lotkar nahi ata
rishibala said
Mere khwabo me ana unka kasoor tha
Unse dil lagana hamara kasur tha
wo aye the zindagi me kuch pal k liye
par Unko zindgi samajhna hamara kasoor tha
nidhi said
Na to manzil, na humsafer, na koi karwan hai;
raston mein bus dhuan dhuan sa hai.
unke daman main to chand tare hain;
mere hisse mein to khali aasman hain.
rishibala said
Unka daaman humare daaman se is kadar judda hoga,
hum rahe chahe kitna bhi door par dil unke paas hoga,
khwab na aaye tujhe bewafaai karne ka,
warna mera daaman mere aansuo se bhiga hoga…..
jay verma said
riste to naibhaye the hamne par pata nahi jane kaha vo kho gae
ham to the unke lie par vo hi hamse khafa ho gae
rishibala said
Woh nadiyan nahi aansu they mere, jinpar woh kashti chalate rahe.
Manzil mile unhein yeh chahat thi meri, isliye hum aansu bahate rahe.
jay verma said
rasm-e-ulfat ko nibhane ke lie ashk-e-tanhai ka sahara lia tha maine,
phir bhi na jane rusva kyon hue vo
chahat to thi meri vo
to kyonhamse khafa hue vo….
jay verma said
chahat ke pahle chahat ke baad bhi chaha tha chahat ko par chahat ne chahat ko na chahate hue bhi dhoka de dia
badi chahat se nibhai thi chahat ko hamne par chahat ko meri unne rusva kar dia…………….
jay verma said
mera HASRAT hai samundar ki tarah
meri FITRAT hai HAI SHAYAD HAI kisi paigamber tarah
koi to mujhe samajhkar to dekhe
mera DIL aur hasrat hai SAMANDAR KI TARAH
nidhi said
i lik dis one..
पत्थरों का शहर‚ पत्थरों की गली
पत्थरों की यहाँ नस्ल फूली फली
आप थे आदमी‚ आप हैं आदमी
बात यह भी बहूत पत्थरों को खली
Munda Sanichari said
Hey …..nice thread !!! public mast shayari mein lagi hai …..;)…im njoying
ना जता हर पल प्यार मुझसे,ना मोहब्बत की यूँ सदा दे
मुझे भी तड़प उस आग की,के जलूं मैं भी तेरे इनकार में
Munda Sanichari said
ढूंढता हूँ हर चेहरे में,चेहरा उसका
वो ख्वाबो में भी लगे है,ख्यालो जैसी
Munda Sanichari said
इश्क में आशिक महबूब बन जाये,तो कहो के इन्ताह है
मोहब्बत आँखों से झलक जाये, तो कहो के इन्ताह है
वस्ल की सदिया, लम्हों में गुज़र जाये, तो कहो के इन्ताह है
हर वक़्त उसकी साँसों को जीने का जी चाहे, तो कहो के इन्ताह है
क्या लिखे ‘शादाब’ इन्ताह-ऐ-इश्क पर ग़ज़ल
गर लफ्ज़ ही न मिल पाए तो कहो के इन्ताह है …
Munda Sanichari said
पूछे है वो,इश्क की वजह रोज मुझसे दो चार
काफिर !! आज भी समझे है मेरा प्यार, वो ज़माने वाला
Munda Sanichari said
वो रोये है वहा,शररबार इधर बरसे
उसके हर इक गिरिया का हक़ अदा करूँ कैसे
Munda Sanichari said
chalo ……..mahine bhar ke comment ek sath likh diye ….!!!
Hey u forgot …..I m lucky